Aik dafa Insan Nay KOIL say pouchha , agar too kale naa hote too kitna achha hoota. Phir SAMANDAR say kaha agar too khhara na hota too kitna achha hoota. Phir GHULAB say pouchha atar tujh par kanty naa hoty to kitna achha hota. tab teenoo nay aik sath jawab dia ay insan agar too disroon main عيبAIB na doondhty too kitna achha hota.
Khamoshi : aisa darakhat ahy jis per karwa Phall nahee lagata. Hasad: aisa aala hay jo insan ko andar or bahir say khatam kar data hay. Sachai: aise dawae hay jiske lazat karwe magar taaseer shahad jese mithee hay. Zihnat: ziahnat nadir poda hay jo mehnat kay bagair nahee lagata. Khush Ikhlaqui: aise khushbu hay jo meeloon dooor say mahsoos hotee hay.
If your Mother is afraid and don't talk with you due to your anger, than its terrible time for you , because you have closed the doors of forgiveness for own. so take care your Mother.
Buraie ke misaal aisy hay jasy pahhaarr say neechay utarana , aik qadam uthao gay too doosra khud b khud uth jay ga.
Achhai ke misaal aisy hay jasy pahhaarr pay charrhana hay , her qadam pahly qadam say mushkil hota hay.